CONTACT US


Contact Details:   Address Masjid: Jamia Masjid-o-Madrasa-e-Alfalahiya, North Karachi, Karachi

                                             Phone: 0092 308 1590804

                                                                 Phone: 0092 344 2564189

                                                            Whatsapp @ +92 321 2235590

                     Email: info@MuftiTariqMasood.com

Post a Comment

190 Comments

  1. Mujhy aik buht zarori musla pochna hy

    ReplyDelete
  2. Assalamualaikum..
    Mujhe masle ka haal chahiye mai depression ka shikar ho rahi hun

    ReplyDelete
    Replies
    1. Contact on +91 9324282417

      Delete
    2. Raat ko uth krr wadhoo bana k. Light off kar k Allah Dil ma rakh kar k Allah hu ksarat say paday inshaAllah. Theaq ho jawo gay

      Delete
    3. Sirf Allah ko razi krne me lag jayein .aur duniya jyada lift na krayein bus jinta shariat me hukm hai utna hi duniya se rabta rakhe Baki time Allah ko razi kre insha'Allah Khair hoga

      Delete
    4. mufti sahab say mil kesay saktay hain kisi ko pata hai???????main apnay susral ki taraf say bohat pareshan hon kisi ko pata ho to zaror batayein

      Delete
    5. Sunfay ko isha ki namaz k bad masjid alfalahiya, sector 10 moth karachi ajaen

      Delete
    6. Asalam u alikum mere mufti sahab se baat kra de mai aik larke ko pasand karti ho woh bhi pasand karta hai likn oske abbu razi nhi ho rahe woh bar bar keh rahe hai mai nhi karwao ga plzzz mujhe iska koi hal bta de

      Delete
    7. Bhai salamun alekum aap jis condition me ho me samjh Sakta hu please mujhe batao kya pta me tumhare koi madad kar du

      Delete
  3. Sir mjhe ye btaden k agr min apni bv ko drane k liye ye boldun k mera tmhra laluq ni h ab tw kia talaq hujaegi

    ReplyDelete
    Replies
    1. Kia jawab Mila apko or agr koi ghuse me Bolde ke mene did lekin talaq ka lfz nhi use kre toh?

      Delete
  4. Hazrat assalam walaikum mai aapse rabta kaise karu

    ReplyDelete
  5. Muja Tariq Masood sahab sa bohat zaroore masla puchana hay.
    Zina or nika tootna ka hawala say direct kasa contact karoo

    ReplyDelete
  6. Mera sawaal yi ha kee. Peer (Baba) or doctor ma ka faraq ha jab ke shefa Allah deta ha

    ReplyDelete
  7. Maine aapna biwi ko gusse main talaq de diya please mujhe aap se baat karna hai

    ReplyDelete
    Replies
    1. Gussee di gayi ya Khushi me digayi talaq talaq hi hothi hai....
      Isse ye mom hotha haik talaq hogayi...

      Delete
    2. Ab ek dafa shadi karwo phir talaq do
      Phir shadi kro bus

      Delete
  8. Assalam O Alaikum Molana Sahab apsy mjhy information chaheye pls Mjhy btyn apsy kahan contact hoga pls bht zaroori masla h

    ReplyDelete
  9. Assalamualaikum mufti sahab se rabta karna tha bohot zaroori baat he thodi private he agar ho sake to is no par call karle please 8839004446

    ReplyDelete
  10. Assalam Alaikum ...
    Agar kissi aurat par bachy ki tuhmat lga kr 2sri shadii Bina pochy kr li Jaye tu kiya 2sri shadii krna jaiz hy Lakin bacha ussi aurat k husband ka ho or 1st wife k or es k bachon k aikhrajat pury na kiye jaye tu bhi 2sri shadii jaiz h ?

    ReplyDelete
  11. Assalam Alaikum
    Mufti sahab mera shohar mujh per hath uthata hai sirf iss liye ke main uss se shikayat kerti hoon ke jaldi ghar aao. Raat ko 1 bajy ghar aata hai.. mere susar sahab kehty hain ke tum ne ussy kya gaana sunana hai? Subh bank mein job kerta hai sham se abba ki shop per bethta hai. 6 saal hogaye shadi ko hamari koi aulaad nahi. Main kya karoon sirf Allah per tawakkal ker ke sab bardasht ker rahi hoon. Mujhe jawab de den

    ReplyDelete
    Replies
    1. Tumhe kya lagta hai ye mufti Sahab padhte hain kya unhe pata bhi hai k tum jaise senkdo log pareshan hai.. Unke pass waqt nahi wo bahot masruf shakhs hain isliye istarah public me apni shikayten mat batao apne ilaaqe k Aalim mufti we raabta karo

      Delete
    2. Ye bht ghalat baat hai k jo app log proper reply ni de rahe, agar ksi ka koi issue hai to ous k lie un se baat ki jani chaheye..in ka issue kafi serious ha..

      Delete
    3. assalamualikum bhai m delhi india s hu mufti sahab s kese bt ho skti h kya app bta skte hn please

      Delete
  12. Assalamualeikum mujhe mufti sahab se ek masle pochna Hai
    Ke apni mummy Ki qaleri bahen se shaadi karsakte Hai.

    Jo rishte meri qaleri qalaa hoti Hai..
    Kya unn se shaadi karsakte Hai...

    ReplyDelete
    Replies
    1. Itna kyun mushkil banaya hai apni zindagi ko bhai.. Kya tanha mufti Sahab hi hain duniya me Jo iss masle ka hal bata sakte hain? Agar aisa hai to phir kabhi nikaah na kar paoge.. Apne ilaaqe k mufti se contact karo aasan banao chizo ko.

      Delete
  13. Are the numbers above to contact mufti Sahab directly?

    ReplyDelete
    Replies
    1. Only whats app number but of no use he never response.. Very busy guy.. Better you go to local mufti

      Delete
  14. Assalamualaikum Molana Sahab..
    Kya mai aapse kisi tarike se raabta kar sakti hu??

    ReplyDelete
    Replies
    1. Contact on whats App number mentioned above

      Delete
  15. Mjhe btae k maa baap ki talaq ho jae or mjhe dono apni jaga thik lae to me kiya karu

    ReplyDelete
  16. Assalam O Alikum! mufti tariq masood sahab sy nikkah parhwana hai kya wo available hain?

    ReplyDelete
  17. Asalamualakiekum warahmatul lahewabara katuhu molana mai kafi saal sai apke videos dekh raha hu Masha Allah apki har videos achi aur khul k hoti hain khud mai Indian occupied Kashmir hain masla aisa hain mere feonsay k upar koi ashiq jinn Hua hain jo osko kafi ched khani karta hain ab meri feonsay na to kesi sai baat karti hain na he wo so pati hain hum kafi parishan hain ap masle ka koi hal bataye hamare liye kya karna jayiz hain aur kis cheez sai ye ashiq jinn jal k khal ho jaye ab jin b aise makhlok hain isko pakad b nahi sakte haina

    ReplyDelete
    Replies
    1. Ap mujhe Instagram m dm kare rumana_jabri8686 I'd h mere aunty k sat b kuch aise huwa h..allhmd ab wo thk h married h

      Delete
  18. Usama ansari India se Mufti sahab Kya Zohar ki qaza asar ki sunnat ke jagha padh sakte hain

    ReplyDelete
  19. السلام علیکم
    حضرت فون پر بات کرنی ہے

    ReplyDelete
  20. I'm from india...delhi.. kal mene Subha tahjjud or namaz fazr padhi then mene jo dua or surah padhni thi vo bhi padi fir mai net pr bayan sun kr so gai... Mujhe khwab mai dikha ki mene bohot khubsurat libaas kharide hai...namz padhne k liye...vo bohot acche h kurti colour full hai nad pajama white us pr embroidery fir meri aankh khul or mai muskurati hui uthi...iska kya mtlb hai please aap btaye..

    ReplyDelete
  21. Meri umer 21 saal hai...meri do bari behnen abhi unmarried hain..or main nikkah krna chahti hun q k mai gunahon se bchna chahti hun... mere parents nhi manen gy bari behno ki wja se k phly unki ho phr meri...lekin un me se kisi ka na rishta hua na bt hui koi abi...mujhy btyen m kia krun

    ReplyDelete
    Replies
    1. Aoa ! Main b 22 years ka hun. Main b nikkah karna chahta hun ta kih buraion say bachun. Please Mera sat Mera email par contact karain . Main awr ap shadi krlyty hai , main rishta bejnga inshallah.

      abbasmuqqarab@gmail.com

      Delete
  22. Asalam o alaikum mufti sb plz plz me ap sy bt krna chahti hn ap ny kha tha k usman sb ka sy pehley rabta kren mgr usman sb ka nm nhi hy ap k biyan me

    ReplyDelete
  23. Aslkm umeed karte hu ap mujhe s bat kare...mere 4miscarriages huwe h last 21sep 2020 ko hokar 23sep2020 ko allah k pas chale gye...ise selsele m bat karna h...Maine apko msg karne chaha aptak msg nai poucha umeed karti hu ap mujh se bat karinge alhfz

    ReplyDelete
  24. Mufti Sahab app plz practical Bate kare Bayan Kare plz Practical

    Baba Hazrat Aadam A.S. Apne kabhi Allah Subhanawa Taalase Bibi Hazrat Hawwa ko Nahi Mangatha
    Jannat me sabkuch Fhokat me hai to ku tension mangna ? iss par roshani ho jaye

    ReplyDelete
  25. Kya Musalman apne ghar me House me Kutta Dog pall sakte hai
    Iss sawal Jawab deen islam ki Roshni me batahiye ga nake Science ke roshnime plz

    ReplyDelete
  26. Mujhko New Naya makan Flat Kharidna hai puerchese karna hai to mai bank se Rate of Interestpar Loan ku nahi le sakte ?

    ReplyDelete
  27. Asalm o alikum....
    mujhe ek masla pochna hia molana sahab se....k agar koi shakhs aoni bv ko talaq de de aur uski bv hala k bad us k bad wapis a jaye aur dobata talaq ho jaye tu kya is k bad bhi wapsi i gunjaish hai

    ReplyDelete
  28. Mufti Tariq Masood Sahab mera naam Sayed Danish Ahmed hai. Ham Lucknow U.P. India se hain. Aapke saare videos dekhne ki koshish karte hain taaqi knowledge me izaafa ho. Mera ek sawaal hai kya koi esi dua hai jisse taqabbur ka khayal bhi mere dimaag me na aaye? Har namaaz me Allah se dua karte hain magar kya koi specific dua hai is masle k liye?

    ReplyDelete
  29. Mufti saab ASALAM-O-ALIKUM MUJHY EK MASLAY MAIN AOKA MASHWARA DARKAR HAI.

    ReplyDelete
  30. Mufti shab apne whatsapp number ha phone number digiye

    ReplyDelete
  31. hi,
    As salaam walaykum.

    my brother i am from india and i want to know that when in islam every thing is mentioned and made it clear.
    Suray noor
    - those who have done adultery cannot stay with the clean,
    and they have to marry with in them self.
    why our society accept them, i have seen those who have done adultery have every thing in life, and people who want to live pious life are stuffed in the room.
    what can i do to protect my self from adultery.
    and i am clear about adultery and illusion.
    when i read quran i see there are number of verse which can help.
    Suray noor is one such verse.
    i listen to your lectures and find you talk logic and not like others who tell us ferry tail.
    i am muslim alhamdulila and i value islam.
    and i am fan of your daddy.
    Tariq sahab.
    may allah bless you and your family.
    Wa salam.
    And dua ke darkhas.

    ReplyDelete
  32. Asslamuallykum molana shaab Kuch masla to nahi hai lekin ek baar phone par baat krni h or bas aapse milna chahta hu bss 1min ky liye bss Phone par baat krni h bss sirf 1min usse jyda nahi

    ReplyDelete
  33. Assamoalaikum
    Hamara property sharing ka masla hai hum teen behne aur ek bhai hai abbu ki wasiyat thi ki do makano me se ek me charon ka hai doosra sirf bhai ka hai ,pahla abbu ne Ammi ko Mehar me diya tha jiska kiraya aata tha usse abbu hi wasool karte the ISI mkan me charon ka hissa hai jiski registry ammi ke hi naam hai .doosra jo bhai ka hai jisme rehte hai wo ammi ko unki ammi se mila tha ,masla hai ki charon ka hissa kitna hoga abbu ke makan se?

    ReplyDelete
  34. السلام علیکم
    مفتی صاحب آج کل آنلائن کاروبار کا زور شور ہے۔ فیس بک وغیرہ پر نامی گرامی لوگ اس طرح کا کاروبار کرتے ہیں۔ اس کی صورت یہ ہوتی ہے کہ (مثلا) میں آنلائن کاروبار کرتا ہو میرے قبضے میں کوئی چیز نہیں میں اپنے عزیز کے دکان جاتا ہوں وہاں سے اس کے طیب نفس سے آئٹم کی تصاویر لیتا ہوں اور ان سے اجازت آگے بیچنے کی اجازت لیتا ہوں۔
    پھر میں فیس بک وغیرہ پر اس کی تصاویر لے کر گاہک کو وہ تصاویر دکھا کر سودا طے کرتا ہو۔ خیار عیب اور خیار رؤیت کا حق دیتا ہوں۔ پھر عزیز کے دکان جاکر ان سے وہ آئٹم خرید کر خریدار کو بھیج دیتا ہوں۔ ان کو مارکیٹ ریٹ دیتا ہو اور باقی پیسے اس کے طیب نفس سے رکھ لیتا ہو تو کیا یہ صورت صحیح ہے؟
    اسی طرح DARAZ پر لوگ تصاویر دیکھ کر آرڈر بک کراتے ہیں حالانکہ ان کے قبضے میں آئٹم نہیں ہوتا اس کے بعد دراز والے دکان سے لیکر وہ بھیج دیتے ہیں۔ حالانکہ آرڈر یا سودا طے کرتے وقت وہ آئٹم ان کے ساتھ نہیں ہوتا۔ کیا یہ صورت صحیح ہے۔
    بینوا توجروا

    ReplyDelete
  35. Assalamu Alikum!
    Mufti sahab me chata hoo k aap ek Islamic way of Sex par video banaye, or us me Sex karne k tariqe k barai me ek ek details dain, q k aaj kal hamare Naujawano ko videos dekh dekh k yahi nahi pata k reality me sex karte kese hain jo aage ja k ya to talaq ka Bais banta hai ya phir takleef ka, to aap se guzarish hai k is par video lazmaann banaye.

    ReplyDelete
  36. If anyone interested to be in a marital status just Call me for rishta Boys Age 21 have done BAchlors in Cs 03244280256

    ReplyDelete
    Replies
    1. Im aamir I'm a Physiotherapist doctor so you can contact me instagram @styles_aamir_
      No.7296975218

      Delete
  37. Assalamualaikum. Mera sawal tariq masood ji se ye hai ... Kya Sunni Ladka Nikah karsakta hai Irani Shia ladki se...

    ReplyDelete
  38. Hazrat muze aap se phon par bat jaruri karni hai

    ReplyDelete
  39. Assalam Alaikum Mufti Sahab.. Ap se baat hoskti hai? Mujhe aap se ahem baat krni hai Nikah ke hawale se.. Please reply dijiyega

    ReplyDelete
    Replies
    1. Assalamualaikum
      Mujhe nikah ke hawale se sawalt puchne h Kya mere chacha ke ladke ki ladki ka nikah apne ladke se kraa skta hu Mera chacha ka ladka Mera bada Bhai lagta h

      Delete
  40. Sir majh india mah hu mara naam arbaaz hai
    Aap sahi ilteza hai ki maulana sahab sahi meri badi behen ki lia dua karwae oor mujhe ek ladki sha ishq ho gya hai mah iss yeh sir finally hie banna hua hia kuch amal ya rasta btai
    Bada maherbani apki aap meri rahgujari kare
    As salam o alaukum

    ReplyDelete
  41. Assalam o Alaikum..... Mujhy nikah py nikah py koi masla puchna hai.... Plz help me.... My molana shb sy kaisy puchu

    ReplyDelete
  42. Assalamualykum
    mufty sahab mere ek girlfriend h jisse me shadi krna cahata hu or vo bhi mujhse or hmare ghr ke agree bhi h to hmm jo calls pr ya masseges pr baat krty h vo haram isse hmm gunha me sareek ho rhe h kya pls tafseel se batyiega

    ReplyDelete
  43. Agr kisi ne aik wakt may 2 talak aik sath di hon to kia vo aik mani jai ge ya 2?

    ReplyDelete
  44. مفتی صاحب مجھے آپ سے کوئی مسئلہ نہیں پوچھنا صرف اتنا بتانا چاہتا ہوں کہ ایک سال سے آپ کے بیانات سن رہا ہوں اور سنتے سنتے مجھے آپ سے محبت ہو گئی ہے اور آپ کا دیدار کرنا چاہتا ہوں جب بھی آنے کا سوچتا ہوں تو کوئی نہ کوئی رکاوٹ سامنے آجاتی ہے میں کراچی کا رہنے والا ہوں اور آپ سے ملنا چاہتا ہوں آپ میرے حق میں میرا نام اول خان ہے اور میرا موبائل نمب دیتا ہو03463552071دعا کریں کہ میں ایک پٹھان ہوں اور پٹھان کا بچہ ہوں اور آپ کو چھوڑوں گا نہیں جب تک آپ سے ملاقات نہ ہو جائے گا انشاء اللہ میری آپ سے ملاقات ہو جائے

    ReplyDelete
  45. Aslam o alikum
    Sir I want to ask you about..


    Which man and woman has committed zinah
    Can there kids marry to each other

    Masla

    Zinah Karne wala mard or ourat keya un donon ki oladin apis main shadi Kar skati Hain ya Nahin.
    Is maslay Ka clip aj tak Kisi nain Nahin banaya..
    Please answer this question I couldn't find the answer anywhere..
    Thanks

    ReplyDelete
  46. Asalam o alikum
    Mi bht ziyda preshani mi hun mjhy apsay bat karni hai please

    ReplyDelete
  47. Aoa mufti shb Meri umer 23 saal hai...or main nikkah krna chahta hun q k mai gunahon se bchna chahta hun... mere parents nhe mna rhy hain mufti shb koi haal bataen plzz

    ReplyDelete
  48. Assalamualaikum, mai ek ladki ko psnd krta hu. Ladki bhi mujhe psnd krti h. Ladki k ghr wale bhi razi h. Lekin bhot koshish krne k bad bhi mere ghr wale razi nhi ho rhe. Ladki k ghr walo k khna h ki agr ladke k ghr wale razi honge tabhi nikha krwayenge. Mere pas isi ramzan tk k time h nhi to ladki k ghr wale kahi or rishta final kr denge. Bhag k nikha nhi krna chate hm. Please is bare m mdad kriye, ho sake to mai apne maa bap se apki call p bat krwa du bs 10 min. Please wo apki bat nhi talenge inshallah.

    ReplyDelete
  49. YouTube ko imam samjh kr usse recorded taraweeh sun kr taraweeh padh sakte hai???

    ReplyDelete
  50. Janab ek behad zaruri masla puchhna hai...ap tak sawal pohonchane ka tareeqa bataen

    ReplyDelete
  51. Assalamolikom mufti sab kesy hy ap manay ya confirm krna ta ka pubg khelnay sa insaan ka emaan chala jata hy?hamary masjid ky eik imam na qasam kha ke bola ta ky emaan chala jata hy pubg khelny sa please zaror reply dena

    ReplyDelete

  52. Sir please dsp fund k baray mai thora bta dain
    Hamaray paas is ka profit fix nae hai after 1 year government decide krti hai k kitna profit hua hai. Sood ho ga ya nahi?

    ReplyDelete
  53. Mufti sahab se call pe baat kese hogi contact no kya hai

    ReplyDelete
  54. Assalamualaikum ek baat clear Karni thi
    Ramzan me quran ko samaj k padhne me zyda sawaab hai. Ki usko 3/4 baar khatam krne me

    ReplyDelete
  55. Assalam o alaikum mufti sab 1 masla puchna hai

    ReplyDelete
  56. Asalaam walekum hazrat muje molana tariq masood g se bhut urgent baat karni.meri zindgi aur maut ka sawal hai.plz meri madad kare.

    ReplyDelete
  57. Mufti sahab Mera naam Mustafa ha or mera sawal ye ha k Agar 1 Maa ka beta ho orr dosri Maa ki betti orr 1 Maa Ka Betta dosri Maa ka doodh pe ly to kya oss ma ki beti se jas ka doodh os ne pya shadi ho sakti ha?

    ReplyDelete
  58. Aslam o Alikum mujy musfti sab say ik mesela pochna hy

    ReplyDelete
  59. Asslam u Alikum.
    I am a Doctor and 38 years old. Mufti sahib please help me to find a pious wife. If any female who wants to marry please contact me. My number is 03334828331.

    ReplyDelete
  60. agar ramazan me roze k dauran musht zani ho jaye to is ki bare ahle deoband ka kia raye hai.

    ReplyDelete
  61. Assalamu Alikum.. I need the contact number for second marriage, from India can contact me on 9035995070

    ReplyDelete
  62. Mufti Sahib, I want to know complete details about Jamat-ul-Muslimeen belifes.

    ReplyDelete
  63. اسلام علیکم رمضان کا ایک روزھ کزا کرنے کی ضرورت ھے یا نھی

    ReplyDelete
  64. Assalamu o alaikum sir mujhe aik masla janna hai agar hum kisi larki say rishta Kar rahy hen or us larki k ghar walay gold ki demand karty hen to Kya Kiya jaye koi riyat nahi Kar rahy hen wo

    ReplyDelete
  65. Assalumalikum mufti sab bachi kah nam koi acha saah batien 7 din ke bachi hah

    ReplyDelete
  66. Asalamu alaikum mufti Saab mera ghr b kharb ho raha hai mai 2sal or 6mah sy maa baap k ghr bahti ho mujy b kuch bata dein mery 2bachy hai jo mery pass rahty hai

    ReplyDelete
    Replies
    1. Assalamu Alaikum ya ali madad Mere Kareeb Ek our syeda bahan rahti hai. Uski rashan se madad kare Tamam mummy se gujarish hai 🙏🙏🙏🤲🤲 is behan ke pass Mobile nahi hai ye contact number 923136577658 hai. Is per rabta kare Shukriya
      03173888249 city Hyderabad se pakistan

      Delete
  67. Assalam o alikum....mujhe ye pouchna tha ke mn apke madarsa kase join kar sakti hun darasal mujhe almiyat parhni hai

    ReplyDelete
  68. Please contact karain tariq mufti sahab number mera yeh hay 03337487977 please urgent hay call karain

    ReplyDelete
  69. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  70. Salam my aik bewa larki sy mohabat karta hu usay nikkah karnay chahta hu par uski beti lo sath nai rakhna chahta uski beti lo uskay Ghar walay rakhengy maa ki BHI yehi khuwash ha kya aesay Karna theek ha kya humay iska gunah Hoga?

    ReplyDelete
  71. Mufti shab mara nanu ka tabiyat Shye nhe ha ku6h dino sa. Mara nikha ho 6hu6ha ha
    Lakin mara begum ka 18 shal nhi hua ha es waja sa mara ghar nhe la pya ku ke humara Parroshe sub humara Abba ka kamyabe
    sa jall ta ha kbhi bhe nuksaan Pu6hana sa
    P6ha nhi hatana. Es liya abhe mara begum
    Ko sasural ma he rhaka ha. Laki mara masla
    Ya ha ki mara nanu ke tabyat ku6h dino se shye nhi ha, mara nanu muja ar mara begum ko dhak na chata ha. Laki mara amme muja or mara begum ko alag alag milna ko kha rha hai mutlab muja Phala nanu ko dhak ka a na Ko kh rhe ha or use ka bade mara amme mara begum ko la jyange. Ma ka kro ma shata ho hum sub mill ka ja or unka dhua la.

    ReplyDelete
  72. Aslamu aliy kum
    میں اکثر اپنے خوابوں میں وہی دیکھتا ہوں جس کے ساتھ شادی طے ہوتی ہے اور اس کے کنبے کے لوگ۔

    ReplyDelete
  73. mufti sahab s bt kese ho skti h lease btaye from india

    ReplyDelete
  74. Aoa
    Mufti sahb me ap k byanat sunti hun ...Allah pak ap k ilm me barkat farmae. Mgr mazrat k sath aek aitraz kr rahi hun aj....ap ne mard ki dosri teesri shadion ka jo vavela macha rakha he....wo Allah ka hukum sahi mgr muashre me jo masail ho rahe hn kabhi us pr bhi ghor kia ap ne? Aek aurat ko basate hn mard aek ko ujarte hn....ratio to aurton ki mushre me wohi rahi na....koi aurat shadi kr k mehfoz nahi he...mard 24 ghante dhamkata rehta he k agr zara us k hukum ki khilaf warzi hui to usey masla nahi he us aurat ko farigh krna ya us k sar pr dosri la bithana....pehli aurat us ki nokriyan kr kr k boorhi ho gai to wo jaye bhar me aur market se dosri le ao....kia islam yehi sikhata he?jahan dosri shadi k huqooq ki bat ho ap k byan aur ap ki books top of the list hen....aese mardon ko agr islam follow krna he to ikhaqiyat pr bhi to dars den na ap....q muashre me bigar peda kr rahe hn ap aese mardon ko sheh de rahe hn...mard sirf deen ka poster laga kr kisi aurat ki na izzat krta he na usey koi maqam deta he...bat kro to ap ka byan dikhaya jata he..>mazrat k saath mufti sahb...Allah ka hukum man na farz e awal he...mgr aese mardon ko akhlaqiyat ,insaniyat aur aurat k ahtram ki bhi targheeb den.

    ReplyDelete
  75. Assalamualaikum, mai ek ladki ko psnd krta hu. Ladki bhi mujhe psnd krti h. Ladki k ghr wale bhi razi h. Lekin bhot koshish krne k bad bhi mere ghr wale razi nhi ho rhe. Ladki k ghr walo k khna h ki agr ladke k ghr wale razi honge tabhi nikha krwayenge. Mere pas isi ramzan tk k time h nhi to ladki k ghr wale kahi or rishta final kr denge. Bhag k nikha nhi krna chate hm. Please is bare m mdad kriye, ho sake to mai apne maa bap se apki call p bat krwa du bs 10 min. Please wo apki bat nhi talenge inshallah.

    ReplyDelete
  76. Asalamualaikum mufti sahab... Mera nikah ho chuka hai aur mere shohar ne mje gusse mai bola ki mujai talaq chahiye aur bola ki mujai talaq karna hai tumse aap khuda k liye mje bologe ki mera nikah abi aisa ki nahi mai bohat pareshan hu Allah apko aur izzat dega hamesa��

    ReplyDelete
  77. Aap mujai boli ki mai nikah mai hu ab ki nahi mai bohat zyada pareshaan hu😭mai kashmir se hu

    ReplyDelete
  78. Assalamalikum wr wb
    This is Umer Khan from India Mumbai . I am great fan of you sir .Its my pleasure if i can talk to once . Its my dream to talk with you at least 2 min .
    I know now you are very big personality and very busy person but I don't know why I feel that Allah defiantly connect me with You . This my personal number +91 8898447399 . In sha Allah we will connect shortly .

    ReplyDelete
  79. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  80. Assalamualaikum. W W. Need to talk to mufti saab. Urgent. Have sent detail email as well.

    ReplyDelete
  81. اسلام علیکم
    موبائل اکائوٹ (easypasa یا جیز کیش) مے پیسا رکھنے کی وجھ سے جو فری منٹ ملتے ھے کیا سھی ھے
    abdukwahab khalil tandojam

    ReplyDelete
  82. As salaam alaikum mufti sb. I m from india delhi. Hamari family musalsal 7-8 saal bahut pareshaan he. Mere masle ko poora sunne ki iltiza se aapse aur uske baad mujhe koi amal bataye aur hamare liye dua karein. Magae masla poora sunnne ki fir se iltiza he

    ReplyDelete
  83. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete

  84. Mufti sahab meri rahnuma farma dijiye … mera shohar mujhy divorce nai dena chahta per un k parents force kr rhy hain tourcher kr k kehty k divorce do .. or wo un ki nrazgi se buchne k liye ek paper bnwa k us pe sighn kr chuky hain or wapis rujooh kr liya hai … phir dobara fake paper bnwa k de diye un pe sighn khud nai kiye … or parents ko wo papers de diye hain but mou se talak nai di unho ne mujhy na paper papers pe sighn kiya… or hm rujooh b kr chuky hain… tu kya hmari talak ho gyi hai ? Plzz help kr den meri main ap ki bht shukr guzar hon gi

    ReplyDelete
  85. Me mufti sahab sy tanta keys Karo
    Me 15 Sal sy Banat na madrsa chala Rahi ho larkiyo ky rishto ka masla he walden mery pass ati he lekin me kush nahe kar pati hamary madrsy ky qareeb jamat islami ka madrsa he wo apni talbat ky rishty bhi karaty he or onki Mali imdad bhi karty he Lekin hum diyobandi is my peshy he please help kare

    ReplyDelete
    Replies
    1. agar apki knowledge may koe widow ya divorced lady ya 35 say above age ke lady ka rishta ho to 2nd marriage k leay contct karen...shukria...0311.2067286

      Delete
  86. As lam o aliqum
    Mufti sahab ap KO milnay Ki kawaish h.......0302.4243816 plz contact me

    ReplyDelete
  87. Aoa,
    Can i directly contact to Mufti sb.
    I need to discuss an important matter.

    ReplyDelete
  88. Request to Admin Plz make a Roman urdu book on aksazaid shadi book of mufti tareeq Masood and upload on all social media and specialy YouTube also.

    ReplyDelete
  89. Aoa mje apse khna apki wja se mera ghr khrb hurha ha khuda ke lia apne Bayan soch smjh kr dein ksi ka ghr khrb b huskta

    ReplyDelete
  90. A.o.A
    umeed krta hu mufti sahb ap thk ho gay maira 1 sawal tha please uska answar kisi byan me ya personally mujay de de jie ga

    Question:
    agr me cousins ko bhn kehta hu ghr walay udr hi rishta kr dein is me koi issue to nahi ha. kindly bta de jie ga agr bayan me btaye gay to name na le jie ga please

    ReplyDelete
  91. سوال۔ جو چیزیں شریعت میں منصوص بھی ہیں اور مسنون بھی ہیں انکی دعوت دینے والوں کی مخلافت کرنے والوں کا ساتھ دینا عصبیت ہے یا نہیں؟
    نیز جو چیزیں شریعت میں منصوص بھی ہیں اور مسنون بھی انکی دعوت دینے والوں کی مخلافت کرنا کیا حق سے ہٹا دیتا ہے یا نہیں؟ یا مخالفت کرنے والوں کا شمار حق والوں میں ہی ہو گا؟
    مہربانی فرما کر اس کا مسلہ بتادیں جزاک اللہ خیرا

    ReplyDelete
  92. درزی کے پاس بچا ہوا کپڑا کس کا ہے ؟

    ReplyDelete
  93. I want to ask that my friend is non Muslim I want to know how can I ask
    him/her to convert into Muslim

    ReplyDelete
  94. a.o.a....agar koe lady divorced ya widow shadi ka rishta ap ke knowledge may ho to bata den... may 2nd marriage karna chahta hon...sharae masla hay...shukria...0311.2067286

    ReplyDelete
  95. Mufti sahb bartender ki job krna halal ha ya haram ha plz guide

    ReplyDelete
  96. Assalamualaikum hazat... jiska aqeeda imam mehdi aagaye tha or uski maut us baat pe hojayee to kya wo neik Wali seehat hoga???Mufti tareeq sahab aapke jawab ka intezar....

    ReplyDelete
  97. Assalaam wailekum
    Main India se mera swaal tha ke kya main ek chef hu jo ke mera kam hai cakes bnane ka toh kya main Christmas ka cake Aur dessert bna kar sale kar sakte hain ya nhi mehtab Alam India se

    ReplyDelete
  98. Aoa mara aik masla ha Mja us k hal chahi mufti sahab
    Kya humbistari k doran biwi sa piyar bari batain ya os k sat halki polki batain kar sakta ha , or agar hasi a jai tho us par kaboo rakna chahia
    Q k mare wife mara sa piyar bare batain karwati ha or moja us ko khush rakna k lia us k sat batain kar lata hoon kya ya jaiz ha

    ReplyDelete
  99. EK AHEM SAWAL HAI KYA HUM APNI AMMI KIE CHACHA KE LADKI SE SHADI KAR SAKTE HAI

    ReplyDelete
  100. Asalam u alikum molana sahab kia app apni masrofiyat main sai thora sa Tim nikal k bayan k lia a saktay hain

    ReplyDelete
  101. Asslam O Alikum My name is Hafiz Uzair Ahmed From Canada my age is 16. Mera masla ye hei k meri ammi ap k bayan sunti hei jab bhi koi a sa shaadi ka bayan ho ta hei to wo gussa krti hei mujh per kun k wo kehti hein k tu ager mujhse bager puche nikah karega to me tujhe maaf nai krungi tu mujhe is ka hal bataien mei un ko ap ka bayan ask misail wala jab bhi laga ta hun tub to meri guzarish hei k ap asa bayan recored kr dein k meri ammi k smajh a jae or mujhe musht zani ki bimari bhi hei to is lie bhi bohut se logon se puch tha to sub ne kaha hei k shaadi krlo mei kia krun meri ammi nai manrahi hei? meri madad ki jae please.

    ReplyDelete
  102. Mufti sahb i know ap bht masroof shakhsiat hn to ap mjhe koi apni personal Email de den ya mere email pr ek msg krden me bht preshan hn me apna msla yhan nh bta skta. Najam
    najammughal37@gmail.com

    ReplyDelete
  103. السَـلاَمُ عَلَيــْكُم وَرَحْمَةُ اللهِ وَبَرَكـَاتُہ
    مفتی صاحب
    میرا ایک مسئلہ ہے اگر آپ جواب دے دیں تو کوئ گناہ سے بچ سکتا ہے

    اگر کسی مرد نے ایک وقت میں ہی اپنی بیوی کے سامنے اس کو طلاق کے الفاظ تین بار بول دیے
    کہ
    میں تم کو طلاق دیتا ہوں
    میں تم کو طلاق دیتا ہوں
    میں تم کو طلاق دیتا ہوں

    اور وہ میاں بیوی پھر سے 2 مہینے بعد ساتھ رہنے لگ گئے تو کیا ان کا ایسے ساتھ رہنا صحیح ھے؟؟؟

    جزاک الله خیراً

    ReplyDelete
  104. Assalamualaikum
    Sir meri biwi boht zyada badzaban hy or meri zara bhi izzat nahi karti har waqt sab ko yahan tak k apni olad ko bhi badduaen deti rehti hy jo mou me ata hy bolti hy mere maa bap tak ko badduaen deti hy mera aik beta hy or me koi ghalat faisla le k us ki zindagi barbad nahi karna chahta hoon magar ab meri bardasht se bahar hy ko is me me kya kroon barae mehrbani meri rehnumai kijiye JAZAKALLAH

    ReplyDelete
  105. g koi bat krni h ya pochni ha ti is nbr py whtsapp py sms kry. 03124244809

    ReplyDelete
  106. Mufti sab sy ya mufti k kisi b numiandy sy masil pe kis tarha batt ho skti he

    ReplyDelete
  107. aap nay bola aap ki bivi zara bhi izzat nahi karti aap ki, kya aap apni bv ki izzat kartay hain, aesa q hai kay hum mard hazraat sirf izzat karwana jantay hain aur izzat dena nahi chatay. yaad rakehin aap ki wife kay bhi parents hai sir Give n Take ka mamla hota hai. Sir apni wife ko Mohabbat aur Izzat dono dei agar woh kuch sunati hai tu koi baat nahi sun lein woh aapkay ghar ki aur aap kay bachey ki hifazat bhi tu karti hai. Aur aik baat yaad rakhein agar aap ki wife alag ghar ki deman karti hai tu wo us ka Haq hai. aap kay parents ki Khidmat karna us ka kaam nahi. Han agar wo karley tu aap ko us ka ahsan mand hona chahey. Sir Aurat ko Samjhen, Chalein aik kaam karein apni wife ko kuch time tak Gifts dena start karein. Guarantee say kehta hon woh aap ko aap say zyada mohabbad day ge. but Try ru karein.

    ReplyDelete
  108. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  109. Assalam o Alaikum. Bohot majboor hokar aya hun yahan meri zindagi khatam hochuki hay mujhay kui rasta ab nazar ni ata kui bhi kaam karta hun nakaam hojata hay. Family kay masail hain parents divorced hain Abu ki teesri shadi hui wi hay joint family hay chotay bhai ki family bhi hay sath abu ka rujhaan apnay chotay bhai ki taraf zada hay. Main inter pass hun parhnay ki itni istetaat ni meri. Mujhay madad ki sakht zarurat hay kese raabta hosakta hay mufti sahab say. Mujhay kui masjid ya kisi aisi jaga rehnay ko miljae ek zameen ek kona chahyay bus sonay kay liay namaz hojae. Mazdoori miljae kahin ya mere paas paisay to ni dene kay liay magar kisi khidmat e khalk main meri zarurat ho meri jaan mera jism kisi khidmat e khalk main kaam asakay to please mujhay kui rasta dikha den

    ReplyDelete
    Replies
    1. Assalamualaikum, Karachi se ek ladki ka zabardasti shadi ka case hai, uskay baap tableeghi jamat se hain aur wo deen ki nahi apni Amma ki baat maante hain,
      Aur wo ladki apni zindagi tabah karne ko kehrahi hai uskay nikah k waqt.
      Aapse Adaban darkhwast hai ki aap please sunwai karein is sunwai se uski Jaan Bach sakti hai.
      Ladki Hafiz hai aur pathan hai
      Mai India se hu aur meri online ussay baat cheet hui mai bhi Alhumdulillah Hafiz hu.
      Mera watsapp number +91 9137209376 +91 7081275578
      Ladki ki daadi k bhai ka bete se bachpan me hi sunti chali aarahi thi ki uske sath hi nikah hoga aur shaadi waqt daadi ne mana kardiya aur ab daadi chahti hai ki ladki ki shaadi uske chcha k bete sath ho, ladki ki chuchi ladki ko pasand nahi karti aur ladka ladki se umr me bhi kam hai ladki ki umr 20 saal hai.
      Ladki ka baap kehta hai ki Amma jo kahengi wohi hoga.
      Ladki mujhse kehti hai ki ab sab tabah hogaya aur kehti hai ki shaadi waqt kuch karbethungi.
      Usko bohot samjhane per bhi usnay kaha ki mere baap ko samjhao deen mujhe nahi.
      Aap agar action lein to uski zindagi tabah hone se bach sakti hai.
      Allah hafiz
      From Mohd Saud, Hazratganj Lucknow India 226001

      Delete
  110. क्या हमें मरहूम के कपड़े शादी में लेने चाहिए, अगर सामने वाला दे रहा है, या इसे मना कर दिया जाना चाहिए।?

    ReplyDelete
  111. Assalam walekum Mera name taslim ayub Hain our hum India se our abhi hum Oman me Hain humko apse Baar Karni Hain hame samajh me nahi aaraha hai ke apse kese contact kare ye mera Oman ka contact nambar Hain +968 95965215 please help me

    ReplyDelete
  112. Assalamualaikum
    Sir me bht thak gya hu mere abbu ne ghar ka mahol bht khrb kiya he bachpan se or ab bht bura haal he, mere abbu ne meri saari mehnat ki kamai mere bhai ko dedi or ab me road pr agaya hu plz mjhe ye bata den kya ramazam me suicide krne se maghfirat ho jai gi

    ReplyDelete
  113. Asalamualaikum!
    I m Your Folower and fan whatever u say .
    My name is Owais and i am from Kashmir India !
    I have a query . Its related to ROza. Mene aek exam diya tha jisme mera acha score ay aur ramzan k baadh uska physical test hojayega jiske liye muje prepration krne ki zaroorat ay usme running v hoti ay aur pushups etc... Lekin main roza rakh kr ye sabb krr ni paraa hooon weakness ki vaja se kyaa app meri rehnumayi krenge k muje kya krna chahiye. Mene ye socha thaa k mere physical test k baadh saare rozey rakh loonga kya ye seyi hoga main boht confuse hoon please help..
    Apke reply ka intezar rahegaa...
    THANKS

    ReplyDelete
  114. Assalam O Alaikum mufti sahab apni behen k masle k bare may ap se madad ki zaroorat Hai to plz rabta krlen.... Mufti sahab ap se kis number pe bt ki jaskti Hai bataden shukriya

    ReplyDelete
  115. AslamoAlikum Mufti Tariq Sahb mujy ik masla pouchna ha . May ik christian larki ko pasanD karta hu magar wo khud Allah pay or NaBi Pak S.A.W pay emaan rakhti ha or Hazart Essah A.S ko Allah ka Nabi or payghambar manti ha . Magar Meray ghr walU ko us kay emaan lanay par yaQEeeen nae or na e Meri shadi us say karwa rahy may zinah or is sab say Bach kr niqah jasy khUbsuurat rishty may Lana chah raHa usko Mayra us say 4 saal ka taluq ha or ma Allah ko hazir Nazir rakh kar gawai deta hU Kay us nay Islam kabOool Kiya or wo Muslim ha...

    ReplyDelete
    Replies
    1. Meri Rahnumai kijeye may bOht parishaan hu Na Maa Baap ko chor sakta na e us larki kO ...

      Delete
  116. Mera ek masla hai.
    Meh zehni mareez banti ja rahi hu meri saas aur baqio ki wajese.
    Alag rehna ya ek hi ghar meh alag portio. Karlena bhi mumkin nahi horaha hai.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Assalam-o-Alaikum! Mufti sab.
      Mufti kya Cryptocurency k YouTube channel or blog ki promotion kr skty hn.. Ma Aik digital marketer hn or is project pe kafi arsy se kam kr rha hn, kya meri amadan halal hay?

      Delete
  117. YouTube par aap ki ghazwa e hind ki video dekhee.
    Maulana sahab aap ne baaqi ghazwa e hind ki hadeesain nahee parhee. Ghazwa e hind hogi chahay atom bomb ho ya na ho. Hum toh ahadees ke mutaabiq tayaar hain agar zaeef bhi kyon na hon. Zaeef par etabaar hoga likin shariyat derive nahee hogee. Islaah ke gonjayesh ho tho kar dejiyay ga.

    ReplyDelete
  118. Asalamulaikum Mufti sahab mujhe apse ek imp baat pe puchna hai please contact dejiye apka

    ReplyDelete
  119. Mufti sahab salam, meri bacchi paida hui hai uska naam mainey, "Mirha" rakha hai..pls bataey ga..kya yeh naam accha hai aur maaeene bhi theek hain? Ya badal k dusra koi rakh lon? JazaakAllah khair.

    ReplyDelete
  120. Asalam o Alikum..!
    Meinay ap sy aik problem ka solution pouvhna tha

    Mein aik larki ko psnd karta hun or wo larki bhi mujy psnd karti ha lakin larki ki mama nhi maan rhe kehti hain ky wo middle class family hain

    ReplyDelete
  121. Assalamualaikum kia colored lenses lgana jaiz hai?

    ReplyDelete
  122. Mufti Sahib, I did not found any bayan of yours on youtube regarding Waqia Harra. can you please do bayan on that. Thanks

    ReplyDelete
  123. Mufti saab mujhai app sai ek khwaab ki tabeer chahiyai

    ReplyDelete
  124. Mujy mulana Tariq Masood sb se rabta krna h kese kru

    ReplyDelete
  125. Salam mufti sahab mujhe apse bht urgent milna hai aur aj wednesday hai mere pass time sirf saturday tak ka hai pls agar ap mujhe apne qeemti time me se 15 mint deden to bht meherbani hogi mera nunber hai 03083610862

    ReplyDelete
  126. Assalam o alaikum... mene mufti sahb se boht zaroori bat karni h plz btade unse kab or kahan mil sakte h plzz... boht zaroori kaam h unse mujhe..

    ReplyDelete
  127. Salam.
    Mufti sahab agar mera pegham ap tak pohanch jaye,
    Ma bohat takleef me hu bohat be sukoon hu din raat Allah ky samnay rota hu, mera mehboob rootha hai,ghalat fehmi hai usay, ma us se Nikkah karna chahta hu, shadi karna chahta hu us se, mujh se sahi se baat nahi karti..
    Mufti sahab please kuch wazifa bataden please, ma bohat ziada takleef me hu, mujhe sakoon nahi hai, saari namazen parhta hu, rota hu Allah ky samnay..
    Please mufti sahab please, Allah apko iska ajar de..

    ReplyDelete
  128. Assalamoalekum,
    Mufti sahab, main Allhamdullilah umrah pr gae, wahan meri saas ki tabyat kharab hui mere husband n unka khayal rakha DR pr lay gae subha s shaam tk, peechay main aur meri beti thay unka khanay wagaira sb ka intizaam main n kiya kafi mushkil hui, dusra mulk tha paisay bhi mukhtasar thay, bs guzara krna tha, phir hum sb (saas, meri, susar, husband, aur beti) ki tabyat kharab hui, susar ko phelay lay kr gae DR n kuch ziada nai bataya, phir dusri baar susar ko lay kr gae tu phechay meri beti ka bhi bukhar ziada horaha tha, main n husband ko batya unho n mujhe hospital aa jane ko kaha main n dawa di k shayad us s kaam hojae pr theek na hua raat hogae husband nai aye phir phone bhi nai utha rahe, beti ki tabyaat ziada kharab hone pr main akeeli dusray mulk main taxi kra kr hospital gae tu pata chala husband wahin hyn aur susar ki tabyat kafi kharab hy, ICU main shift kr diya unhe, Beti ko dikha kr main hotel wapsi chali gae, hotel ja kr bhi beti ka bukhar nai sambhla, fajar k baad husband hotel ayen kaha k beti ko lay kr jana hy, phir hospial gae, wahan s beti ki dawa lay kr main wapsi hotel ayi, kuch beti aur apne khany ka liya, beti ko bukhar har 3-4 hours k baad aa raha tha, meri khud ki tabyat theek nai thi, husband mushkil s atay aur ek time ka khana late, raat main 3 hours soo gae uthi tu beti ka bhukhar phir s teez tha, bhut preshaan hui, husband ko apni mushkilat batane ki koshih ki pr larai hogae, main n gussay main galat cheezain bhi kheh di, husband n saas ko ja kr bata di aur hamari flight 18 hours ki wapsi ki thi tu husband n kaha k saas k sath chali jao, uss pr bhi main n kaha k beti beemar, main bemar mere liye bhut mushkil hy, jb k susar bhi ward main shift hogae thay, aur dewar bhi aa gaya tha madina, but saas aur husband nai mane, subha hui aur main n breakfast krne ka kaha kun k filight main time tha pr mana kr diya k airport phelay phunchna hy, phir unho n hospital jana hy, main n kaha k main khud airport chali jaun gi pr mana krdiya, us ka baad mere sar(head) main bhut shadeed dard raha kuch khaa bhi nai saki aur bacha goad main sara saman k sath chal pari, saas wheelchair pr thi beti meri gouad k ilawa khain nai jaa rahi thi, aur safar main n jis trhan ada kiya bs main aur Allah hi janta hy, husband ek haftay baad wapsi aye, peechay main n ghar pura smbhala bachi ko daikh, jb wapsi aye tu main n apni narazgi zahir ki k mere sath acha nai hua tu husband aur naraz hogae aur apnay gilay bataye k airport pr ammi s baat nai ki tum n, susar jb aye tu un k sath time nai spend kiya unka khayl nai kiya, aur bhut. Ab is baat ko bhi ek hafta hogaya hy pr baat nai horahi. mujhe kia krna chahiye? Kiya maa baap ki khidmat main bewi aur beti k faraiz raad krna jaiz hy?

    ReplyDelete
  129. اسلام علیکم وا راحماتولاحی وا باراکاتوحو .
    میرے والد محترم جناب غلام اکبر مرحوم ( اللہ انکی مغفرت کرے ( آمین )
    اور میری والدہ محترمہ زینب بتول مرحوما اللہ انکی بھی مغفرت کرے ( آمین )
    ان کے جملہ 11 بچے تھے
    8 بیٹیاں
    3 بیٹے
    جملہ 11 بھائی بہن الحمداللہ
    میرے والد یعنی مرحوم غلام اکبر صاحب کا انتقال نومبر 1995 میں ہُوا جسکے بعد ان کے نام کی جائِداد جو ان کو بھی اپنے والد سے ملی دراصل یہ جائِداد دادا پردادا سے چلتے آراہی سو ہے ہم 3 تینوں بھائیوں كے نام پہ ٹرانسفر ہوئے کیوں كے بہنوں کو دافتارو کو لے جانا کچھ مناسب باتْھ نہیں تھی اسلئے كے جائِداد شامییرپیت گاؤں میں ہے جہاں كے دراصل ہم لوگ رہنے والے ہیں جو ابھی حیدرآباد میں مقیم ہیں .
    والد سب كے انتقال كے بعد جائِداد کا کچھ حصہ پیسے کی ضرورت کی وجہ سے بیچا گیا اور سب بہنوں اور بھائیوں کو شرعی حساب سے پیسے تقسیم کیے گئے
    1 . والدہ کیوں 2 حصے
    2 . بڑے بھائی کیوں 2 حصہ
    3 . مانجلے بھائی کیوں 2 حصہ
    4 . چھوٹے بھائی کیوں 2 حصہ
    اور 8 بہنوں کو اک اک حصہ دے دیا گیا یہاں اک باتْھ کا تازکیرا ضروری ہے اک بہن دماغی معذور ہے جس کا حصہ جب والدہ محترمہ کو دیا گیا کیوں كے وہ والدہ محترمہ كے ساتھ ہی انکی سارپاراستی میں رہتی تھی جو اب والدہ محترمہ كے انتقال كے بعد سب سے چھوٹے بھائی كے ساتھ رہتی ہے انکی سارپاراستی میں اب کیوں كے حالت بَدَل گئے ہیں میری اک بَدی بہن 4تھ نمبر کا انتقال 2010 میں ہو گیا اور اک سب سے بَدی بہن 1 نمبر کا انتقال 2018ء میں ہو گیا جب كے والدہ محترمہ ابھی زندہ تھے بعد میں والدہ محترمہ کا انتقال ستمبر 2021 میں ہُوا .
    یہاں سوال یہ ہے كے کیا اب یہ جو بہنوں كے اولاد ہے یعنی كے ہمارے والد والدہ كے نواسہ نواسی کو ان کے نانیال سے بقایا وراست میں سے حصہ ملےگا جیسا كے میرے مرحوم باحینو کو ملا تھا انکی زندگی میں . .
    برائی مہربانی قرآن اور حدیث کی روشنی میں راباری فرمائے جزاک اللہ ہما خیرا

    ReplyDelete
  130. Assalamualaikum mufti sahab,

    Main Karnataka, india se bolraha hoon. Abhi Main ek job karta hoon software mein. Ghar me chat bhaiyon me sabse chota Bhai Mai hi hoon. Mere valid ki business shop hai, meri ye sonch hai ki Mai bhi koi Naya business jisme barkat bohut hai wo shuru Karu. Isper apni raay bataye

    ReplyDelete
  131. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  132. Aoa,mufti shahb say masla phochna hai?kesay phocha ja sakta hai.bar-e-mehrbani rehnami farma dain.shukriya

    ReplyDelete
  133. Mufti Saab Mera sawal commission say hai

    Mai gario ki kharedo farokt karta ho as a middle man (Yani commission per)
    Ek shaks ko gari 10000 ki bechni hai
    Mai wo gari 12000 ki bechy k 10000 owner ko day deta ho or 2000 Mera commission hota hai Jo na k owner ko pata ha or ma buyer ko
    To Kya yeh tarika Sahi hai

    Q k agr Mai owner ship lo ga gari ki to us per hakomt ko taraf say fees hai
    To fees ada kar k owner say lene pary gi or phr fees ada kar k buyer ko bechni pary gi
    To is may waqt b zaya hota hai or paisa b

    Yahi seller k nam say buyer k nam per direct transfer or Mera bech may 2000 ka commission Jo k na onwer say discuss kia hai or na buyer say

    ReplyDelete
  134. Assalam O alaikum... G mera ek masla hai... Wo ye k main software engineer hun aur software developed karta hun kya main jo software banata(wo software jo logon ki kaam aye jo koi business k liye ho..na k koi ghalat kaam k liye) aur os jo pics use hoti hai (mean jandaar ki ) jo Mehram aur na Mehram ki hoti toh kya iss ko jo dekta to gunah ka murtakib main hun ya jo company mujhy kehti hai k ye pics use karo... Please rehnumaye farmaye main bhut confusion main hun.. Jazakallah

    ReplyDelete
  135. Assalamualaikum Mufti sahab
    Mere pass 2sawaal hai kash ma kash ka shikaar hoon Mufti sahab
    Mein ne Instagram k shorts video mein suna hai k AAP (ALLAH K RASOOLALLAH SALLAHU ALAIHI WASALLAM)
    NE FARMAYA HAI K JIS KI NAMAAZ QAZA HUI HAI AUR WOH YE WAZIFA KAR LE TOH SAARI NAMAAZOON KA KAFFARA HO JAAYEGA KYA YE AUR YE WAZIFA HAI

    HAR Riqaat mein surah Fatiha
    15 baar surah qaisar
    7baar ayatal kursi padega toh KAFFARA hoga ya nahi
    Mera sawaal hai k kya ye sahi hadees se hai ya ye galat wazifa hai

    Mera ail aur sawaal hai k 1baar mere pass dawat e islami ki taraf se Islamic taqreer sunne k liye dawat aai thi aur mein qubool Kiya aur jany mein udhar Gaya toh udhar jitne loog the sab loog gosa adam ko bula rahe the aur keh rahe the ya gosa adam, chishti, logon ka naam lekar pukar rahe the toh kya mujhe us waqt uth kar un k khilaaf kehna ya nahi

    Mein is liye nahi bola kyun k mujhe itna ilm nahi tha us waqt us waty mein wahaan se kuch bole bagair apne Ghar loury aya toh mujhe is ka Guna milega ya mein ne sahi Kiya


    محمد ابصار احمد
    BHOPAL INDIA

    ReplyDelete
  136. Salam
    Meri behn shadi hogai thi 17 saal ki umer mai maa ki pasand Se Kyun ke wo kehti thi sunnat e rasool hai kam umer mai shadi magar Meri behn ko wo pasand nahi hain,baat nahi smjty uski apni marzi chalaty hai kehty hai ALLAH ne haqim banaya hai mjhe. Or jisko pasand krti hai wo Aj bhi uske intezar mai betha hai k nikkah krlengy Ap ajayn toh Kia karna chahe Islam ki taleemat k mutabiq?

    ReplyDelete
  137. Asalam O Alaikum Mufti sahab, January meh mujhe naukri seh redundant ker dya gya, aur mujhe naukri dhondtay hoye 3 months guzar gaye hai per koi kamyabi nai mil rahi. Please merai lye dua kareh aur koi esa amal btayeh keh jis seh mera masla theek hu jai.

    Jazakh Allah.

    ReplyDelete
  138. Assalamualaikum mufti Sahab .. Kya aap pata sakte hai ke HBL ke sharia account ka munafa halal hai or in ke pas mutfi Irshad Ahmed ijaz ka fatwa hai ... To Kya aap pata sakte hai ke ye jaiz hai ya nahi .

    ReplyDelete
  139. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  140. Assalamualaikam
    Mera sawal hai ap say apni shaadi kay mutliq hamari joint family hai or meri shaadi apnay abba kay cousin say huwi hai or shaadi Kay baad husband kay saath uk aa gee ho mery husband taxi driver hai or wo mera koi haqq pora nahi kartay or na he koi zarorat pori karaty hai or paisy day kay mardo kay sath ghalat kaam kartay hai or transgender mai interested hai unkay saath ghalat kaam kartay hai or ortho kay sath b ghalat kaam karty hai agar paisy na ho to apny hatho kay sath lazzat puri karty hai porn addiction ka problem hai unkay sath or jab b mai un say koi iss baray mai sawal karti hoon ho to ghandi galiyan daytay hai or martay hai…
    Or itni ghaflt hai kabbi jumma Kay b namaz na parhi ho mai hafiz e quran ho mery family sath nahi dayti hamaray haan talaq ko badnami samja jata hai
    Meri guzarish hai ap say kay shariyat ka kya hokkam hai kay aisay mard kay sath kya karna chayai.

    ReplyDelete
  141. Assalam o Alaikum! Aaj kl yeh bht sunnay mn ata ha ky bahu ka yeh farz nhe ha wo farz nhe ha,tou phr saas sasur ka bhi tou farz nhe ha. Saas ny bahu ko beti sy ziada Pyar sy rakha ky wo new family mn aee ha usko adjust honay mn time lgega. Nateeja yeh nikla ky betay Sahab subha uth Mr kehtay ky abbo nashta laadein. Or bahu ny dimagh mn shadi shuda beti ky lye yeh feed krdia ky saari zimmedari damad ki ha. Chahay mar ky karay. Maa baap beti ko morally ya emotionally support krtay tou betay ky kaan itnay Bhar dye ky beta behen behnoee sy nafrat krnay lgay...wo beta Jo apni behen pr jaan chirrakta tha. Saas shru din sy betay ko alag krna chahti thi ta'akay maamlaat theek chalein. Lkn logon ny kaha ky beta ubhi berozgaar ha kesay guzara karega. Maa ny saath rakh Lia. Nateeja yeh ky ub maa baap sy baat nhe hoti. Srf bv sy hoti ha. Ek lafz bv ky lye nhe bol sktay maa baap. Foran palat kr jawab dwta ha ky mjhy is topic pr koi baat nhe krni. Or bv ek ek pal ki report deti ha uski sb sunta ha. Yaad rahay ky beta bahu ko chorrnay ky lye tayyar tha. Maa ny haath jorr jorr kr or roo roo kr waasta dia ky ek beta hogya ha or mn duss logon mn usko rukhsati krwakar laee Hun...beti ki trhan Pyar krti Hun...aisa Mt krna. Tb beta maana. Or aaj maa baap ko hee Bhool gya. Kehta ha family priority ha...maa baap bhi hn lkn family priority ha. Ub buddhay maa baap Kahan jaen? Kya karay aisi maa or baap. Maa ny Baar Baar kaha ky beta mard pr sbsy ziada Haq uski maa ka hota ha bv ka nhe. Lkn kehta ha ky phlay menay perrha nhe tha ub worth Lia ha ky family priority ha maa baap Baad mn. Tou yeh nhe perrha ky maa ka Haq sb sy ziada hota ha. Apni maa ko or saas ko brabar rakhta ha. Kya yeh jaa'aiz ha. Allah saas ki babat nhe pochay ga... Ma ky baaray mn sawal karega. Lkn betay ko yeh baat smjh hee nhe ati. Yeh bhi btati Chalo ky bahu betay pr koi rok tok nhe ha. Saath mn rehtay hn. Khana peena saath ha.KE ka gas ka wifi ka or baqi sb cheezein maa baap ky zimmay hn. Koi mufassil jawab dijye ga. Allah Hafiz

    ReplyDelete